Bhagwat katha

Shri mad Bhagwat katha Shri krishna ki bangmay prati murti hai. yaha Panchm ved bhi kaha jata hai. Jis samay Raja Parikhit ko saat din mai marne ka shrap Shringi Rishi ke dwara diya gaya thaa to unki mukti ke liye  Shri mad katha ka Aayojan kiya gaya. Apne poorwajo ke mukti ke liye bhi bhagwat katha ka aayojan karana chahiye.
pt Pradeep chandra Sudama (Bhagwat katha Acharya)
kanha kunj , bhakti nagar colony Vrindaban, -281121 UP India . 
Mob-09027591047,09219196874

Comments

  1. Shrimad Bhagwat Katha
    Raja Parikhi ke janm ki katha
    Naradji ke chale jane ke baad pujya vyasji maharaj ne aachman karke loge ke kalyarth bhagwat sanhita ki rachna ki.
    Jiske savan matra se manusya ki bhagwan mai bhkti hoti hai or shok , moh, bhaya aadi ka naas ho jata hai.
    Acharya sukdevji bhagwan ke guno se aakrasta hokar apne pita se is vishal granta ka adhanna kiya or raja parikhit ko sunaya , sutji maharaj ne kaha, hai sonakji ab maine aapko raja parikhit ke janm ki katha sonata hoon. Baat us samay ki hai jab Mahabhat ke yudh ke samay bhim ne Duryodhan ke jangho ko tor diya thaa

    ReplyDelete
  2. aapki aagami bhagwat ki katha kahai hai? kiya aap ram katha bhi karte hai? aapki fees kiya hai?

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

नारायण कवच

नारायण कवच

प्राचीन आयुर्वेदिक पद्धति से रोगों का इलाज